Bans geet ki utpati k sambandh me ek vakya prachlit hai.
Ek gwala(mostly yduvansi)tha Jo ki janvro ko charane jungle side lekar gya tha.
Wo ye dekhkar achmbhit hua ki-ek BANS ki jhadi me se surili dhvani nikal rhi h.
Wo bans ki jhadi k ird-gird ghum kar tadne lga ki aakhir kya ho rha h.
Usne paya ki bans ki ek ped me ched(hole) hai or tej hava k chalne se usme se awaj aa rha h.Usne wo bans kat(cut) liya or ghr lakar usme aur ched(hole) kiye.or bajane lga.
Apni is nutan khoj se wah kafi khus tha.Usne sabhi ko dikhaya or apni jati k sabhi jano ko sikhaya.
Tb se BANS GEET ki utpati hui.BANS GEET ka aasay UN geeto se hai jinhe Bans namak geet k sath gaya jata hai.Yah geet 'KARUN' Gatha par aadharit hai.Mordhwaj karn k gathao par aadharit hai.
Mukhya gayak-Nakul Yadav,Kaijuram Yadav hai.
GEET mainly Yduvansi k upjati k logo me kafi prachlit hai.Jo nimnalikhit hain-
1.Raut
2.Kosariya
2.Jheriya
4.Thethwar
BANS GEET k bans vadak ko bajane wala 'BANS KAR' kahlata hai.Usme banskar k sangat k liye 'RAGI' bhi hota hai.Jo bich-bich me 'Tehi' deta hai.

No comments:
Post a Comment